Recipe: Tasty Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven

Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven.

Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven You can have Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven using 16 ingredients and 8 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven

  1. Prepare of tbs:Maida.
  2. Prepare of tbs:Peesi hui Cheeni.
  3. Prepare of tbs:Coco Powder.
  4. Prepare of tes:Salt.
  5. Prepare of tes:Instant Coffee.
  6. Prepare of tes:Baking soda.
  7. Prepare of tes:Baking Powder.
  8. You need of cup:Milk.
  9. It’s of cup:Oil.
  10. You need of cup:Hot water.
  11. It’s of Pieces:Eggs.
  12. You need of Pinch:Vanilla Essence.
  13. It’s of gram:Choco Bliss Milky Chocolate.
  14. Prepare of Sugar Syrup:.
  15. It’s of cup:Hot Water.
  16. It’s of tes:Sugar.

Simple Moist Chocolate🍫Cake without Oven step by step

  1. Tamam dry ingredients ko Chaan ly..
  2. Ab ek seprate bowl may aandy beat kar ke cake dry ingredients may shamil kar ly saath hi is may oil aur milk bhi add kar ly aur vanilla essence bhi shamil kar ke ek hi Direction may Cake ki folding krye..
  3. Ab hot water may coffee dissolve kar ke cake ke mixture may half dalye aur usi direction may fold krye jaise starting may kiya tha agr half dalnye sy Cake ki consistency sahi lage to na daley aur agr lage dalna chahye to dal ly.Ab Cake ke mould may oil grease maida dust krye then Butter paper bhicha dy..
  4. Ek karahi may stand rkhye aur karahi ke mun ki size ka Patila ly kar ulta dhak dy.aur 20mint low flame par rkhye.yaad rhy yeh process cake fold krnye sy pheley karna hy..
  5. Ab cake cook honye rakh dy..
  6. 20mint baad Tooth pick ki madad sy Cake May dal kar check krye agr tooth pick kharab nikal rhi hy to mazeed pakaye aur agr saaf hy to Cake is cook mera Cake 1.5 to 2hours May ready hua hy last 1/2hour medium flame kar diya tha..
  7. Ab cake ko thanda kar ly is ko bich sy cut kar ly.ek bowl may hot water ly kar sugar dissolve kar ke sugar syrup tayar kar ly ab isye Cake ke andar lagye..
  8. Ab chocolate melt kar ke cake par spread kar ke cake ka top hissa cake ke uper rakh dy aur melted chocolate sy cake ko cover kar dy.mazedar simple “Chocolate Cake” ready hy..